Original title of the poem:What a pain
by Azam Abidov
Urdu translator: Wasfia Hasan Naqvi
ایک درد
یہ پرسکون سی نہر بہتی ہے کس
طرف
بیٹھا ہوا ہے منتظر کیا اِس کا اُس طرف
موجوں میں شور كے لیے کیا یہ ضروری ہے
آنکھوں کو تہ میں ڈال كے ذروں کو دے شرف
پانی بھلے شفاف نہ ہو دِل تیرا ہے صاف
پاکیزگی کو کرتی ہے تو ہی تو معترف
پِھر بھی یہ درد کیسا ہے کیسا ہے یہ ستم
جاری سفر ہے نہ کوئی منزل ہے نہ ہدف
Ye pursukoon si naher bahti hai kis taraf
Betha hua hai muntazir kya is Ka us taraf
Moujon main shor ke liye kya ye zaruri hai
Ankhon ko tah main dal ke zarron ko de sharaf
Betha hua hai muntazir kya is Ka us taraf
Moujon main shor ke liye kya ye zaruri hai
Ankhon ko tah main dal ke zarron ko de sharaf
Pani bhale shafaf na ho dil tera hai saaf
Pakeezgi ko kerti hai tu hi to motaraf
Phir bhi ye dard kesa hai kesa hai ye sitam
Jaari Safar hai na koi manzil hai na hadaf